
When I thoughy since you were, life would always scintillate Mujhse pehli si mohabbat mere mehboob na maangĭon’t ask me now, Beloved, for that love of other days Laut jaati hai udhar ko bhi nazar kya ki jiyeĪb bhi dilkash hai tera husn mager kya ki jiyeĪur bhi dukh hain mohabbat ke dukh ke siwa Khaak mein litharey hue, khoon mein nehlaaye hue Jaa-ba-jaa biktey hue koochaa-o-bazaar mein jism

Resham-o-atlas-o-kamKhwaab mein bunwaye hue Rahatein aur bhi hain wasl ki raahat ke siwaĪngeenat sadiyon ke taariq bahimanaa talism Yun na tha maine faqat chaha tha yun ho jayeĪur bhi dukh hain zamane mein mohabbat ke siwa Teri aankhon ke siwa dunya mein rakha kya hai Teri soorat se hai aalam mein baharon ko sabaat


Tera gham hai to sham-e-dahar ka jhagra kya hai Maine samjha tha ke tu hai to darakhshaan hai hayyaat
